Wo jati hue rahoon k karwa, Yaad hain hume har rehnuma, Tere barey me likhna bahut chaha, par likhtey hue haathon ne ye chaha, ki terey gumname ko barkarar rakkh kar, terey raahon ka har patthar bezar rakhoon. Mere pohanch se zyada kise talaash tere, merey dil k har ek baat terey. Terey kehne se …
Tag Archives: Hindi poetry
Mohobbat ka Gham
Kuch chootata jata hun, kuch- kuch roothta jata hun…Sach kahun to mai tootata jata hun. Koi rehbar kahen dhoondey dekhae nahi deta. Manzil kya hai..kya hai safar sujhaye nahi deta. Tumhare haathon me jo de the maine apne haanth ki chaap…dundley hai k ab ki dekhai nahi deta. Kahan jaoon, k ye sheher anjaan nazar …
Yaad hai sab
Tumhare hone k ehsas ko kaise bayan karun, Tumhare liye jo chaha hai kaise lafzon me dhalun, Tum jo nahi samajhte k thode der aur baat karne se kiya hasil hai… Tumhare aawaz ka asar abhi kafir hai, Timhe sun k jo mera bachpan laut aata hai.. Tum na samjoge kya mil jata hai…aur kya …
Jiwan kramwar
Tumhe yaad kar k mai muskurata hun, Tumhare yaadoon k phool se mehek jata hun, Har baar to nahi q mai aksar muskurata hun. Tumhe dekh k atey hain itne sare manzar aakhon me. Yaadon k samandar me tairta jaata hun. Ab umr ka wo padav nahi k nabhao ranjish, raho ruswa. Beh jane to …